Thursday, September 4, 2008

This is a post uncharacteristically related to my other posts, as in that it is not a composition of my own. It is intricately connected however to the feelings I feel, nothing more, nothing less. Moreover, in the truest sense, none of my writings are original, because they have been conciously or unconciously affected by my previous exposure to literature, irrespective of their form. So here's to my feelings, which original or not, are nevertheless true :

tum ho toh
gaata hai dil
tum nahin
toh geet kahan
tum ho toh
hai sab haasil
tum nahin toh kya hai yahan
tum ho toh hai.
sapnon ke jaisa. haseen ek samaa
jo tum ho toh
ye lagta hai
ke mil. gayee har khushi
jo tum na ho
ye laqta hai
ke har khushi mein kamee
tum ko hai maangtl ye zindagi
tum ho toh
raahein bhi hain
tum nahin
toh rastey kahan
tum ho toh
yahan sab hi hain
tum nahin
toh kya hai yahan
tum ho toh hai har
ex pal meherbaan ye
jahaan
jo tum ho toh
hawa main bhi
mohabbaton ka rang hai
jo tum na ho
toh phir koi

na josh na umanq hai
tum mille toh milli
ye zindagi
raahein bhi hain
tum nahin
toh rastey kahan
tum ho toh
yahan sab hi hain
tum nahin
toh kya hai yahan
tum ho toh hai har
ex pal meherbaan ye
jahaan
jo tum ho toh
hawa main bhi
mohabbaton ka rang hai
jo tum na ho
toh phir koi
na josh na umanq hai
tum mille toh milli
ye zindagi

No comments: